teri mahfil mein sab baiThe hain aa kar
lash qatil ne khuli phenk di chaurahe par
teri aankhon ne dhoya hai mujhe yun
maine aankhon mein jala rakha hai aazadi ka tel
hijr ke chhoTe ganw se humne shahr-e-wasl ko hijrat ki
bana kar rakh tu ghar achchha rahega
jo parinde uD nahin sakte ab unki KHair ho
kabhi darwesh ke takiya mein bhi aa kar dekho
tum dard ki lazzat kya jaano kab tumne chakhe hain zahr-e-subu
hijr mein waise bhi aati hai musibat jaan par
ek gham hota to sine se laga leta koi
totli umr mein jo bachcha zara mushfiq tha
tumko bhi pahchan nahin hai shayad meri uljhan ki
har ek shaKHs tumhaari tarah nahin hota
baDa aazar-e-jaan hai wo agarche mehrban hai wo