nahin hai mujhko ai jamshed tere jam se kaam
sunte hi dil ho gaya us yar ka asrar mast
shama raushan jism-e-fanus-e-KHayali mein hai aaj
kisi ka ek hai dushman to dost-dar hai ek
mera shahid wo hamein ayyar aata hai nazar
baad muddat gardish-e-tasbih se miskin hamein
chhoD den dair-o-haram kufr aur islam ke log
KHafa bhi ho ke jo dekhe to sar nisar karun
dair se kaba gae kaba se mabadgah mein
rah se dair-o-haram ki hai jo ku-e-yar mein