Patna, Bihar, India
maut mangi thi KHudai to nahin mangi thi
KHuda jaane ajal ko pahle kis par rahm aaega
hath uljha hai gareban mein to ghabrao na yas
diwana-war dauD ke koi lipaT na jae
na din ke hue mohsin hum aur na duniya ke
mujhe ai naKHuda aaKHir kisi ko munh dikhana hai
ghaalib aur mirza yagana ka
kyun kisi se wafa kare koi
gunah gin ke main kyun apne dil ko chhoTa karun
yas is charKH-e-zamana-saz ka kya etibar
kisi ke ho raho achchhi nahin ye aazadi
payam-e-zer-e-lab aisa ki kuchh suna na gaya
yagana wahi fateh-e-lakhknau hain
parda-e-hijr wahi hasti-e-mauhum thi yas
duniya se yas jaane ko ji chahta nahin