is jism ki kechuli mein ek nag bhi hai
jo mani-e-mazmun hai wahi unwan hai
kam-zarf agar daulat-o-zar pata hai
kuchh waqt se ek bij shajar hota hai
duniya ke har ek zarre se ghabraata hun
har qatre mein bahr-e-marfat muzmar hai
jo kuchh musibaten hain tujh par kam hain
har zarre pe fazl-e-kibriya hota hai
sarmaya-e-ilm-o-fazl khoya maine
hai unki yahi KHushi ki hum gham mein rahen
asliyat agar nahin to dhoka hi sahi
ye sang-e-nishan hai manzil-e-wahdat ka
garmi mein gham-e-libaada na-zeba hai
sab kahte hain markaz-e-badi hai duniya
mar mar ke lahad mein maine ja pai hai