Uttar pradesh, India
main phuT phuT ke roi magar mere andar
maine ye soch ke boe nahin KHwabon ke daraKHt
mere haalat ne yun kar diya patthar mujhko
main kis zaban mein usko kahan talash karun
tishnagi meri musallam hai magar jaane kyun
waraq ulaT diya karta hai be-KHayali mein
jinko diwar-o-dar bhi Dhak na sake
wo mera saya mere pichhe laga kar kho gaya
aaina-KHane mein khinche liye jata hai mujhe
hamein di jaegi phansi hamare apne jismon mein
pakaDne wale hain sab KHeme aag aur behosh
wafa ke nam par paira kiye kachche ghaDe le kar
zamin mom ki hoti hai mere qadmon mein
main apne jism mein rahti hun is takalluf se
bichhaD ke bhiD mein KHud se hawason ka wo aalam tha