mere lahu se jis ke barg-o-bar mein bahaar hai
uske andaz se jhalakta tha koi kirdar dastanon ka
aise khila wo phul sa chehra phaili sare ghar KHushbu
uske baad to jo karna tha aap janab ne karna tha
tu chala gaya hai to shahr phir wahi dasht-e-gham hai mere liye
hujum-e-sang mein kya ho suKHan-taraaz koi