Lucknow, Uttar pradesh, India
dukha dete ho tum dil ko to baDh jata hai dil mera
mujid jo nur ka hai wo mera charagh hai
duniya jo na main chand nafas ke liye leta
tez kab tak hogi kab tak baadh rakkhi jaegi
kaha jo maine mere dil ki ek taswir khinchwa do
dil mein aamad aamad us parda-nashin ki jab suni
do waqt nikalne lagi laila ki sawari
aamad aamad hai tere shahr mein kis wahshi ki
ghiste ghiste panw mein zanjir aadhi rah gai
likkha hai jo taqdir mein hoga wahi ai dil
dekhne bhi jo wo jate hain kisi ghayal ko
tu nahin milti to hum bhi tujhko milne ke nahin
kya bujhaega mere dil ki lagi wo shola-ru
qarib-e-marg hun lillah aaina rakh do
kya KHuda hain jo bulaen to wo aa hi na saken