Badayun, Uttar pradesh, India
hargiz nahin jine se dil-e-zar KHafa
ek tir kaleje mein piroya humne
taqdir-e-azal aah to bharti hogi
sote mein koi aah bhari to hogi
sanson mein liye karb-o-bala jita hun
but lakhon mohabbat mein tarashe aise
kuchh apni sataish mein maza aata hai
mazi ki riwayat mein gaD jate hain
phirti hun liye soz-hayat aankhon mein
kuchh faiz to maine bhi luTaya bare
ye aaj ki duniya bhi hai marne wali
kya KHak karam hai jo mujhe tu baKHshe
jo ho na saka humse wo kar jao tum
tashkik ne iqan se mahrum rakha
aata nahin sanson mein maza pine ka