asiri mein bahaar aai hai fariyaad-o-fughan kar len
nasha mein sujhti hai mujhe dur dur ki
sahar ko uThte hain wo dekh kar kaf-e-rangin
uD ke jati hai meri KHak idhar gah udhar
apni duniya to bana li thi riya-karon ne
roz-e-siyah mein sath koi de to jaaniye
kiya hai usne har ek se visal ka wada
tu ne to apne dar se mujhko uTha diya hai
banaya toD ke aaina aaina-KHana
dard-e-dil se ishq ke be-pardagi hoti nahin
bichhaD ke tujhse mujhe hai umid milne ki
ye dil ki be-qarari KHak ho kar bhi na jaegi
kaba o but-KHana aarif ki nazar se dekhiye
yun main sidha gaya wahshat mein bayaban ki taraf
uDai KHak jis sahra mein tere waste maine