Amroha, Uttar pradesh, India
maut ki ek alamat hai agar dekha jae
tumhaari bazm se tanha nahin uTha KHurshid
aaKHir ko hans paDenge kisi ek baat par
bikhar gaya to mujhe koi gham nahin is ka
jo shaKHs na roya tha tapti hui rahon mein
bahut se rog dua mangne se jate hain
mujhe bhi apna dil-e-rafta yaad aata hai
tu mujhe bante bigaDte hue ab ghaur se dekh
palaT kar ashk su-e-chashm-e-tar aata nahin hai
nusKHa-e-marham-e-iksir batane wale
ab se pahle wo meri zat pe tari to na tha
hain meri rah ka patthar meri aankhon ka hijab
aasan to nahin apni hasti se guzar jaana
ye daur wo hai ki baiThe raho charagh-tale
is etiraf se ras ghul raha hai kanon mein