Firozpur, Punjab, India
yaad kar ke aur bhi taklif hoti thi adim
mah achchha hai bahut hi na ye sal achchha hai
kaTi hui hai zamin koh se samundar tak
shor sa ek har ek samt bapa lagta hai
kyun parakhte ho sawalon se jawabon ko adim
wo ki KHushbu ki tarah phaila tha mere chaar-su
parinda jaanib-e-dana hamesha uD ke aata hai
bichhaD ke tujhse na dekha gaya kisi ka milap
hua hai jo sada usko nasibon ka likha samjha
main dariya hun magar bahta hun main kohsar ki jaanib
hum bahar haal dil o jaan se tumhaare hote
fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha
sadaen ek si yaksaniyat mein Dub jati hain
wo jo tark-e-rabt ka ahd tha kahin TuTne to nahin laga
jo mah o sal guzare hain bichhaD kar humne