Hoshiarpur, Punjab, India
bite hue lamhon ka ishaara le kar
ta hadd-e-nazar damak rahe hain zarre
jab ahl-e-gulistan ko shuur aaega
shoalon ke bhanwar machal rahe hon jaise
chehre ki tab-o-tab mein kaund lapke
ehsas-e-nashat ki kami dekhoge
duniya hai iram se bhi hasin dekh zara
jo mahram-e-gulzar-e-jahan hote hain
aankhon mein sahar jhalak rahi hai goya
mahaul se zulmat ki rida haTti hai
alfaz ki rag rag mein rachata hun lahu
amrit se fazaen dam-ba-dam dhulti hain