Shamli, Uttar pradesh, India
sham aur raste mein rewaD ke guzarne se ghubar
baiThe baiThe unki mahfil yaad aa jati hai jab
raat hai barsat hai masjid mein raushan hai charagh
dopahar hone ko hai sanna gaya jangal tamam
dopahar maidan garmi habs abr-e-be-mata
yas mein bedari-e-ehsas ka aalam na puchh
paDh rahi hain raat ki KHamoshiyan afsun-e-KHwab
dehli ka ek rais ba-hangam-e-jaan-kani
muflisi aur isMein ghar par ham-nashinon ka hujum
is tarah aate hain anjam-e-mohabbat ke KHayal
meinh baras kar tham gaya hai phaT gae abr-e-siyah
muflisi ke waqt akasr ishrat-e-rafta ki yaad
ro raha tha god mein amman ki ek tifl-e-hasin
hawa ke sayyal bazuon par ghaTa ke shab-rang karwan hain
aasman par hain KHiraman abr-paron ke hujum