Delhi, India
taqwe ke liye jannat-o-kausar hue maKHsus
nishan ilm-o-adab ka ab bhi hai ujDe dayaron mein
nur-e-iman surma-e-chashm-e-dil-o-jaan kijiye
dil hai bahr-e-be-karan dil ki umang
faza-e-alam-e-qudsi mein hai nashw-o-numa meri
sher kya hai aah hai ya wah hai
kitab-e-dars-e-majnun mushaf-e-ruKHsar-e-laila hai
mil-mila ke donon ne dil ko kar diya barbaad
ahd-e-misaq ka lazim hai adab ai waiz
jo la-mazhab ho usko millat-o-mashrab se kya matlab
lazim malzum ho gae zat-o-sifat
ai tinat abas ab badi se baz aa
ya-rab mere dil ko kar ata sidq-o-safa
mardud-e-KHalaiq hun gunahgar hun main
aalam ka wajud hai numud-e-be-bud