Surat, Gujarat, India
ja kar fana ke us taraf aasuda main hua
hum uski zulf ki zanjir mein hue hain asir
main sahra ja ke qabr-e-hazrat-e-majnun ko dekha tha
jape hai wird sa tujhse sanam ke nam ko shaiKH
mohkme mein ishq ke hai yaro diwane ka shor
ghanimat bujh lewen mere dard-alud nalon ko
talKH lagta hai use shahr ki basti ka swad
kaha jo maine gaya KHat se hae tera husn
jis par nazar paDe use KHud se nikalna
hindu o muslimin hain hirs-o-hawa-parast
siya hai zaKHm-e-bulbul gul ne Khaar aur bu-e-gulshan se
jald mar gae teri hasrat seti hum
ai salik intizar-e-haj mein kya tu hakka-bakka hai
sahj yaad aa gaya wo lal holi-baz jun dil mein
gae sab mard rah gae rahzan ab ulfat se kaamil hun