rose aapas mein laDa karte hain arbab-e-KHirad
aap karte jo ehtiram-e-butan
de kar nawed-e-naghma-e-gham saz-e-ishq ko
waqt jab karwaTen badalta hai
mumkin hai mil hi jae maqam-e-sukun kahin
jine wale tere baghair ai dost
lapka hai bagula sa abhi unki taraf ko
main jo roya unki aankhon mein bhi aansu aa gae
uf wo masum o haya-rez nigahen jin par
jab zamane ka gham uTha na sake
allah allah ye faza-e-dushman-e-mehr-o-wafa
mujhe taslim hai qaid-e-qafas se maut behtar hai
jis ko tere alam se nisbat hai
aaya hai koi pursish-e-ahwal ke liye
hasil-e-gham yahi samajhte hain