dard se bharta raha zat ke Khaali-pan ko
adh-bune KHwabon ka ambar paDa hai dil mein
ye bhi aaghaz-e-mohabbat mein bahut hai mujhko
raushni bhi nahin hawa bhi nahin
patthar mein kaun jonk lagaega mere dost
zamin hanpne lagti hai ek jagah ruk kar
mazarat raunde hue phulon se kar lun to chalun
kis ne aabaad kiya hai meri virani ko
jab KHuda bhi nahin tha sath mare
ek din meri KHamushi ne mujhe
udasi khinch lai hai yahan tak
itna tarsaya gaya mujhko mohabbat se ki ab
aage bichhi paDi rahin uske badan ki nematen
main chiKHta raha kuchh aur bhi hai mera ilaj
aankh khul kar abhi manus nahin ho pati