subut hai ye mohabbat ki sada-lauhi ka
kisi ka ahd-e-jawani mein parsa hona
is dil mein tere husn ki wo jalwagari hai
zara aahista le chal karwan-e-kaif-o-masti ko
ek din kah lijiye jo kuchh hai dil mein aap ke
had hai apni taraf nahin main bhi
insan ke lahu ko piyo izn-e-am hai
idhar teri mashiyyat hai udhar hikmat rasulon ki
allah re husn-e-dost ki aaina-dariyan
han aasman apni bulandi se hoshiyar
soz-e-gham de ke mujhe usne ye irshad kiya
usne wada kiya hai aane ka
kashti-e-mai ko hukm-e-rawani bhi bhej do
pahchan gaya sailab hai uske sine mein armanon ka
har ek kanTe pe surKH kirnen har ek kali mein charagh raushan