ye jism TuT ke hisson mein baTne wala hai
dil ko aaj tasalli maine de Dali
hunuz raat hai jalna paDega usko bhi
use be-numu kisi KHwab ne kahin gahri nind sula diya
main hi TuT ke bikhra aur na roya wo
badan ko jaan se juda ho ke zinda rahna hai
mere hath mein tere nam ki wo lakir miTti chali gai
dukh-bhara shahr ka manzar kabhi tabdil bhi ho
phir ek bar laDai thi apni suraj se
kaun hai jo har lamha suraten badalta hai
kabhi na TuTne wala hisar ban jaun
tujh bin Khaali rah kar kitne sal bitane honge