Meerut, Uttar pradesh, India
jo chahiye wo to hai azal se maujud
haqqa ki buland hai maqam-e-akbar
din aur duniya ka tafraqa hai mohmal
al-haq ki nahin hai ghair hargiz maujud
gar nek dili se kuchh bhalai ki hai
gar jaur-o-jafa kare to inam samajh
dekha to kahin nazar na aaya hargiz
pur-shor ulfat ki nida hai ab bhi
ab qaum ki jo rasm hai so ul-julul
ye qaul kisi buzurg ka sachcha hai
hum aalam-e-KHwab mein hain ya hum hain KHwab
har KHwahish-o-arz-o-iltija se tauba
aajiz hai KHayal aur tafakkur-e-hairan
majmua-e-Khaar-o-gul hai zeb-e-gulzar
badla nahin koi bhes na-chaari se