Khairabad, Uttar pradesh, India
mai-KHane mein kyun yaad-e-KHuda hoti hai aksar
kyun na TuTe meri tauba jo kahe tu saqi
hum jaante hain lutf-e-taqaza-e-mai-farosh
tha bahut un ko gilauri ka uThana mushkil
paun to in hasinon ka munh chum lun riyaz
uThta hai ek panw to thamta hai ek panw
aage kuchh baDh kar milegi masjid-e-jame riyaz
kahan ye baat hasil hai teri masjid ko ai zahid
allah-re nazuki ki jawab-e-salam mein
zer-e-masjid mai-kada mein mai-kade mein mast-e-KHwab
lab-e-mai-gun ka taqaza hai ki jina hoga
kis kis tarah bulae gae mai-kade mein aaj
humne dekha taraf-e-mai-kada jate the riyaz
ab mujriman-e-ishq se baqi hun ek main
kisi ka hans ke kahna maut kyun aane lagi tumko