is siyah-KHane mein tujhko jagna hai raat bhar
suna hai har ghaDi tu muskuraata rahta hai
din kisi tarah se kaT jaega saDkon pe shafaq
shahr mein jina hai chalna do-ruKHi talwar par
shahr ka manzar hamare ghar ke pas-e-manzar mein hai
hone wala tha ek hadsa rah gaya
apni laghzish ko to ilzam na dega koi
aandhiyon ka KHwab adhura rah gaya
samne jhil hai jhil mein aasman
aaj socha hai jagunga main raat mein
zehn ki aawargi ko bhi panahen chahiye