Agra, Uttar pradesh, India
sahaara de nahin sakte shikasta panw ko
kyun karo aKHtar ki baaten wo to ek diwana hai
kya karishma hai mere jazba-e-azadi ka
ho koi mauj-e-tufan ya hawa-e-tund ka jhonka
abhi bahaar ne sikhi kahan hai dil-jui
ye rang-o-kaif kahan tha shabab se pahle
dushmani ko bura na kah ai dost
ajib bhul-bhulayyan hai shahrah-e-hayat
bandagi teri KHudai se bahut hai aage
zulm sahte rahe shukr karte rahe aai lab tak na ye dastan aaj tak
gulon ka zikr bahaaron mein kar chuke aKHtar
kuchh andhere hain abhi rah mein hail aKHtar
gul khilae na kahin fitna-e-dauran kuchh aur
yahi hain yaadgar-e-ghuncha-o-gul is zamane mein
kyun shikan paD gai hai abru par