Shariq Jamal

dekh na paya jis paikar ko wadon ki angnai mein

Shariq Jamal

dekh na paayā jis paikar ko va.adoñ añgnā.ī meñ

DhūñD rahā huuñ us chehra ḳhvāboñ meñ tanhā.ī meñ

kaise ho ma.alūm ye āḳhir purvā.ī ke jhoñkoñ ko

phūloñ par kyā biit chukī hai shāḳhoñ añgḌā.ī meñ

Dhalte sūraj ā.ankhoñ ne āḳhir mujh ko DhūñD liyā

chhup na sakā maiñ bhī pīpal ke saa.e lambā.ī meñ

kar terī saañs aahaT dil yuuñ machlā jaa.e hai

jaise shor machā.e gāgar panghaT gahrā.ī meñ

har ik shaḳhs ke aage karūñ kyuuñ shikve dīvār khaḌī

sirf ik terā haath hai mere lahje rusvā.ī meñ

'shāriq' Daal do ā.ankhoñ par tum apnī palkoñ ye ġhilāf

saarā shahr pahuñch gayā hai sannāTe khaa.ī meñ

Top Urdushayar.com