Khaavar Jilani

nafe hai kuchh to wo kisi faizan hi ka hai

Khaavar Jilani

naafe hai kuchh to vo kisī faizān hai

varna ta.alluqā mirā nuqsān hai

kulfat hai sab sab ye tavaqqo ke naam

jo bhī kiyā dharā hai ye imkān hai

māl-o-manāl dast-gah-e-hādsāt

rahte haiñ gar bahāl to ausān hai

manzar vo hai ki jo kabhī shashdar na kar sake

hairat ye hai ki dīda-e-hairān hai

ilzām ḳhud huuñ maiñ yahāñ hastī ke naam par

merā vajūd asl meñ bohtān hai

tafsīl meñ to simTā huā thā inkisār

ijmāl bhī ye ijz ke unvān hai

āḳhir ayaañ huā ki marāsim zail meñ

asbāb-e-dil-shikastagī paimān hai

jab tak ba-dosh rahtā hai rahtā huuñ gāmzan

merā safar haqīqatan sāmān hai

utre vo nāv-e-shauq se ho Dūbnā jise

sāhil mizāj-e-bahr tūfān hai

āvārgāñ ke vāste kirdār dasht

anjām-kār hīta-e-zindān hai

jā-e-panāh us koī dūsrī nahīñ

'ḳhāvar' kahīñ hai to bayābān hai

Top Urdushayar.com