Meer Taqi Meer

shab tha nalan aziz koi tha

Meer Taqi Meer

Agra, Uttar pradesh, India

1722-1810

shab thā nālāñ aziiz koī thā

murġh-e-ḳhush-ḳhvāñ aziiz koī thā

thī tumhāre sitam taab us tak

sabr jo yaañ aziiz koī thā

shab ko us ḳhayāl thā dil meñ

ghar meñ mehmāñ aziiz koī thā

chaah bejā na thī zuleḳhā

māh-e-kan.āñ aziiz koī thā

ab to us galī meñ ḳhaar hai lek

'mīr' be-jāñ aziiz koī thā

Top Urdushayar.com