Siya sachdev

tumne mahsus kahan meri zarurat ki hai

Siya sachdev

Sitapur, Uttar pradesh, India

1967

tum ne mahsūs kahāñ merī zarūrat hai

mere jazboñ kahāñ tum ne himāyat hai

haal pūchhā na kisī ne mere aañsū poñchhe

kyā kisī se bhī nahīñ maiñ ne mohabbat hai

ḳhush thī maiñ chhoTe se ghar meñ bhī tire pyaar ke saath

maiñ ne kab tujh se kisī mahl chāhat hai

sochtī huuñ maiñ yahī baiTh ke tanhā.ī meñ

kyā yaqīñ kar ke tirā maiñ ne himāqat hai

aaj phir shahr meñ uTThegā koī hañgāma

aaj sach kahne ik shaḳhs ne jur.at hai

kitnā roī huuñ tire ba.ad tujhe kyā ma.alūm

maiñ ne lamhoñ adā is tarah qīmat hai

kis tarah miltā 'siyā' saare zamāne se mizāj

baat kuchh aur nahīñ baat tabī.at hai

Top Urdushayar.com