Tabish Dehlvi

TuT kar ahd-e-tamanna ki tarah

Tabish Dehlvi

Delhi, India

1911-2004

TuuT kar ahd-e-tamannā tarah

mo'tabar ham rahe fardā tarah

shauq-e-manzil to bahut hai lekin

chalte haiñ naqsh-e-kaf-e-pā tarah

mileñge kabhī gulzāroñ se

phailte jā.eñge sahrā tarah

dekh kar hāl-e-pareshāñ apnā

ham bhī hañs lete haiñ duniyā tarah

kabhī pāyāb kabhī tūfānī

ham bhī haiñ dasht ke dariyā tarah

mahfil-e-nāz meñ rahiye lekin

dekhiye chashm-e-tamāshā tarah

apne dushman se huuñ vāqif 'tābish'

kisī derīna shanāsā tarah

Top Urdushayar.com