Afroz Alam

baDa KHushnuma ye maqam hai nai zindagi ki talash kar

Afroz Alam

Gopal Ganj, Bihar, India

1975

baḌā ḳhushnumā ye maqām hai na.ī zindagī talāsh kar

na apne zehn baat kar na.ī dostī talāsh kar

tire āsmān sar kabhī kisī aur zamīn pe jhuk gayā

ye huā to aisā huā kyuuñ kabhī us kamī talāsh kar

kabhī ḳhvāhishoñ ke hujūm meñ jo phisal ga.e haiñ mire qadam

jise ke dahr sambhal gayā usī mai-kashī talāsh kar

jo bahār ko bhī aziiz thī vahī shaam lutf-o-surūr

jise siskiyoñ nazar lagī usī zindagī talāsh kar

jahāñ aadmī baqā rahe jahāñ fikr-o-fan ko jilā mile

jahāñ dard-e-nau pata mile vahāñ āgahī talāsh kar

na udaas shaam ke falsafe na bahār-e-sub.h raunaqeñ

na asl ziist ke zer-o-bam na to naġhmagī talāsh kar

jo bhī guftugū usuul hai usī baat ḳhayāl rakh

na.ī kā.enāt justujū na.ī raushnī talāsh kar

Top Urdushayar.com