magar tañg-nazar
maTiyāle tālāb meñ
is sāhirāna kashish se haar kar
apnā tahmad utaar kar
bijlī chamkī
aur ek dum-dār āb-ḳhor
din guzre
aur mausam badle
ik āvāz ta.āqub kartī rahtī hai:
''bāhar aane do
sher-imdād-alī paanī kī amānat ġhasb kiye
apne ghar meñ zanjīr hue baiThe haiñ