Afzal Ahmad Syed

hum kasi se puchhe baghair zinda rahte hain

Afzal Ahmad Syed

Ghazipur, Uttar pradesh, India

1946
ḳhanjar ke phal par
ek taraf tumhārā naam likhā hai
jinheñ paḌhnā aatā hai
hameñ batāte haiñ
jo daraḳht ugātā hai
hameñ ek seb de detā hai
ham kisī se pūchhe baġhair zinda rahte haiñ
aur kisī ko batā.e baġhair
maiñ ne gintī sīkhī
aur yaad rakhā
ek din tum ye saarī sīḌhiyāñ
nazmoñ kī kitāb meñ rakh kar
ek din maiñ tumheñ batā.ūñgā
samundar vahāñ se shurūa hotā hai
phir ham jab chāheñge
nazmoñ kī kitāb se
phir ham jab chāheñge
zamīn kī gardish rok kar
Top Urdushayar.com