Tags-Dil

ho khilaunā to dūsrā le luuñ
dil jo TuuTā hai kyā kiyā jaa.e
Ghazal
mujhse ruTha hai kya kiya jae
dil ke nashtar chhupā to luuñ lekin
surḳh āñkhoñ kā kyā kiyā jaa.e
Ghazal
mujhse ruTha hai kya kiya jae
us kī hālat pe dil laraztā hai
ġham meñ hañstā hai kyā kiyā jaa.e
Ghazal
mujhse ruTha hai kya kiya jae
baat ḳhanjar kī tarah chubhtī hai
dil kā achchhā hai kyā kiyā jaa.e
Ghazal
mujhse ruTha hai kya kiya jae
mujh ko dil se nikāl kar apne
vo taḌaptā hai kyā kiyā jaa.e
Ghazal
mujhse ruTha hai kya kiya jae
vo dil-ārām jo pahlū meñ nahīñ hai apne
dil-e-betāb ko aatā nahīñ ārām kahīñ
Ghazal
ho na kuchh aur is aaghaz ka anjam kahin
shaam se hotī haiñ dil par jo balā.eñ nāzil
khol baiThe na huuñ vo zulf-e-siyah-fām kahīñ
Ghazal
ho na kuchh aur is aaghaz ka anjam kahin
bahut dil-tañg haiñ gunjā.ish-e-maujūd se ham
rah-e-imkāñ kushāda se kushāda chāhte haiñ
Ghazal
baja hai hum zarurat se ziyaada chahte hain
koī iz.hār āmāda hai dil kī dhaḌkanoñ meñ
ham us ke vāste ik lahan-e-sāda chāhte haiñ
Ghazal
baja hai hum zarurat se ziyaada chahte hain
vaqt meñ ik jagah sī banāte hue tiira lamhe yahī
koī andhī kahānī mire dil pe tahrīr kar jā.eñge
Ghazal
mast uDte parindon ko aawaz mat do ki Dar jaenge
hai dil meñ junūñ-ḳhez parastish kā irāda
aise meñ munāsib nahīñ ranjish kā irāda
Ghazal
hai dil mein junun-KHez parastish ka irada
jalne ko hai tayyār matā-e-dil-o-jāñ phir
afsos magar sard hai ātish kā irāda
Ghazal
hai dil mein junun-KHez parastish ka irada
us dil kā ilāqa sahī mere liye mamnūa
badlā na ba-har-hāl rihā.ish kā irāda
Ghazal
hai dil mein junun-KHez parastish ka irada
maanā vo chhupne vaalā har dil meñ chhup jā.egā
lekin DhūñDhne vaalā bhī DhūñDegā aur pā.egā
Ghazal
mana wo chhupne wala har dil mein chhup jaega
ishq kiyā so diin gayā īmān gayā islām gayā
dil ne aisā kaam kiyā kuchh jis se maiñ nākām gayā
Ghazal
ishq hamare KHayal paDa hai KHwab gai aaram gaya
likhnā kahnā tark huā thā aapas meñ to muddat se
ab jo qarār kiyā hai dil se ḳhat bhī gayā paiġhām gayā
Ghazal
ishq hamare KHayal paDa hai KHwab gai aaram gaya
liye phirte haiñ ham apne jigar-o-dil donoñ
ek meñ dard bhare ek meñ armān bhare
Ghazal
aap kyun baiThe hain ghusse mein meri jaan bhare
idhar ḳhayāl mire dil meñ zulf kā guzrā
udhar vo khātā huā dil meñ pech-o-tāb aayā
Sher
idhar KHayal mere dil mein zulf ka guzra
jaane kab se vo sar-e-shām mazār-e-dil par
sham-e-ummīd jalātā hai chalā jaatā hai
Ghazal
wo mere shahr mein aata hai chala jata hai
mujhe ab ruuh tak ik dard sā mahsūs hotā hai
to kyā vus.at mire ehsās kī is dil se aage hai
Ghazal
nai mushkil koi darpesh har mushkil se aage hai

Top Urdushayar.com