Tags-Aashiq

tum jo kuchh chāho karo jaur-o-itāb-o-ḳhashm-o-nāz
kuchh nahīñ bantā hai āshiq se tahammul ke sivā
Ghazal
mere nale par nahin tujhko taghaful ke siwa
kahte raheñ ye log ki achchhā na huā
vo kaun sā āshiq hai ki rusvā na huā
Rubaai
kahte rahen ye log ki achchha na hua
online tire āshiq kā yahī taur sahī
tū nahīñ aur sahī aur nahīñ aur sahī
Nazm
online aashiq
text jab āshiq-e-barqī kā aTak jaatā hai
tālib-e-shauq to suulī pe laTak jaatā hai
Nazm
online aashiq
ye mobile kisī āshiq ne banāyā hogā
us ko mahbūb ke abbā ne satāyā hogā
Nazm
online aashiq
jis ko sadma shab-e-tanhā.ī ke ayyām kā hai
aise āshiq ke liye net bahut kaam kā hai
Nazm
online aashiq
shīrīñ kyā rañg lā rahī hai
āshiq kā lahū bahā rahī hai
Ghazal
chahat ghamze jata rahi hai
vo āshiq huuñ na aa.e niind mujh ko
sunūñ jab tak na yūsuf kī kahānī
Ghazal
takallum jo koi karta hai fani
ma.āl-e-āshiq o māshūq hai ek
sunā hai sham-e-sozāñ kī zabānī
Ghazal
takallum jo koi karta hai fani
be-vaj.h bhī dekhā hai pareshāñ tumheñ 'hāmid'
dīvāne bhī lagte nahīñ āshiq bhī nahīñ ho
Ghazal
suraj sa bhi tara ho zamin si bhi zamin ho
kisī pahlū nahīñ ārām aatā tere āshiq ko
dil-e-muztar taḌaptā hai nihāyat be-qarārī hai
Sher
kisi pahlu nahin aaram aata tere aashiq ko
abas tū mujh ko Darātā hai apne marne se
hazār tujh se mire mar ga.e haiñ āshiq-e-zār
Ghazal
gaya hai jab se dikha jalwa wo pari-ruKHsar
shaad hote haiñ dekh kar āshiq
sahar-e-īd kā hai naqsha peT
Ghazal
nazuk aisa nahin kisi ka peT
umīd-e-rahm un se saḳht nā-fahmī hai āshiq kī
ye but sañgīñ-dilī apnī na chhoḌeñ gar ḳhudā aave
Ghazal
kahan tak ghair jasusi ke lene ko laga aawe
maiñ huuñ ek āshiq-e-be-navā tū navāz apne payām se
ye tirī razā pe tirī ḳhushī tū pukār le kisī naam se
Ghazal
mere dagh-e-dil wo charagh hain nahin nisbaten jinhen sham se
shoḳhiyāñ us nigah-e-zer-e-mizha kī mat pūchh
dil-e-āshiq meñ khubī jaatī hai paikāñ ho kar
Ghazal
mere pahlu se jo nikle wo meri jaan ho kar
bin tire ai but-e-ḳhud-kām ye dil ko hai ḳhatar
tere āshiq kā tamām aah kahīñ kaam na ho
Ghazal
jab ki pahlu mein hamare but-e-KHud-kaam na ho
na ro.e tā koī āshiq ye hukm hai us kā
ki sham.a bhī mirī mahfil meñ ashk-bār na ho
Ghazal
maza visal ka kya gar firaq-e-yar na ho

Top Urdushayar.com