Tags-Maut

ab tak tum se kahā gayā hai
insāñ faanī maut aTal hai
Nazm
ba-nam-e-ibn-e-adam
kisī kā hans ke kahnā maut kyuuñ aane lagī tum ko
ye jitne chāhne vaale haiñ sab be-maut marte haiñ
Sher
kisi ka hans ke kahna maut kyun aane lagi tumko
shu.ūr-e-zīst nā-mumkin nahīñ hai
nigāh maut ko sharmā chukī huuñ
Ghazal
dil-e-betab ko bahla chuki hun
paidā.ish ke din se maut kī zad meñ haiñ
is maqtal meñ kaun hameñ le aayā hai
Ghazal
sadiyon se insan ye sunta aaya hai
ai dil tirī maut kā bhī ġham hai
ḳhush bhī haiñ tirī najāt par ham
Ghazal
maghrur the apni zat par hum
maut jis kī hayāt ho 'fānī'
us shahīd-e-sitam kā mātam kyā
Ghazal
wahime ki ye mashq-e-paiham kya
maut ko ziist samajhtā huuñ maiñ betābī se
tirī furqat ne ye hālat mirī pahuñchā.ī hai
Ghazal
baadal umDe hain dhuan-dhaar ghaTa chhai hai
''aiD'' meñ terī ajab ma.arka-ārā.ī hai
maut ke saaz meñ lipTī huī shahnā.ī hai
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
had se guzrā jab intizār tirā
maut kā ham ne intizār kiyā
Sher
had se guzra jab intizar tera
maut aatī nahīñ qarīne kī
ye sazā mil rahī hai jiine kī
Ghazal
maut aati nahin qarine ki
mo.ajiza hai tirī nigāhoñ kā
maut kī roz maat hotī hai
Ghazal
pyar kahne ki baat hoti hai
ai mirī maut tū jo saath rahe
zindagī mere saath hotī hai
Ghazal
pyar kahne ki baat hoti hai
maut se aage tak ke manzar dekhe haiñ
tanhā.ī se yūñhī Dar nahīñ jaatā maiñ
Ghazal
yun bhi jab tak gham se mar nahin jata main
aisā dil-kash thā ki thī maut bhī manzūr hameñ
ham ne jis jurm kī kaaTī hai sazā zindāñ meñ
Sher
aisa dil-kash tha ki thi maut bhi manzur hamein
darmiyāñ jo jism kā parda hai kaise hogā chaak
maut kis tarkīb se ham ko milā.egī na pūchh
Ghazal
raushni ki ye hawas kya kya jalaegi na puchh
maut to aa.ī hai aa.egī magar
aur bhī jiine meñ nuqsāñ haiñ bahut
Ghazal
yunhi hum par sab ke ehsan hain bahut
pasīna maut kā māthe pe aayā aa.ina laao
ham apnī zindagī kī āḳhrī tasvīr dekheñge
Sher
pasina maut ka mathe pe aaya aaina lao
maut ke kaale samundar meñ ubharte Dūbte
barf ke tode kī sūrat Doltā rahtā huuñ maiñ
Ghazal
an-kahe lafzon mein matlab DhunDhta rahta hun main
ye matā-e-zīst bhī hotī hai 'mānī' nazr-e-maut
ik nazar āñkhoñ meñ hai aur ek hasrat dil meñ hai
Ghazal
zist ke aasar ruKHsat hain mohabbat dil mein hai
tire firāq meñ zahrāb-e-ġham piye jā.ūñ
hazār maut ke sadme sahūñ jiye jā.ūñ
Qita
tere firaq mein zahrab-e-gham piye jaun

Top Urdushayar.com