laghar aisa wahshat-e-ishq-e-lab-e-shirin mein hun
hum to na ghar mein aap ke dam-bhar Thaharne aaen
ai be-KHudi-e-dil mujhe ye bhi KHabar nahin
chala hai chhoD ke tanha kidhar tasawwur-e-yar
un waizon ki zid se hum ab ki bahaar mein
ada se dekh lo jata rahe gila dil ka
kufr-o-islam ke jhagDon se chhuDaya sad-shukr
sindur uski mang mein deta hai yun bahaar
naya mazmun lana kaTna koh-o-jabal ka hai
phir mujhse is tarah ki na kijega dil-lagi
bana kar til ruKH-e-raushan par do shoKHi se se kahte hain
gul-gun teri gali rahe aashiq ke KHun se
hua main rind-mashrab KHak mar kar is tamanna mein
phans gaya hai dam-e-kakul mein butan-e-hind ke
kabe se khinch laya hum ko sanam-kade mein