lahja ki jaise subh ki KHushbu azan de
ab ke jate hue is tarah kiya usne salam
bhole-bhaale hain hasin naz-o-ada kya jaanen
wo samne hain magar tishnagi nahin jati
gar kuchh bhi KHabar hoti anjam-e-gulistan ki
ye bhi to ek dalil hai uske wajud ki
chehre ka nisf hissa zer-e-naqab kar ke
qatil teri gali bhi badaun se kam nahin
aap kyun rahte hain mujh jaise gunahgar ke sath
hindi mein aur urdu mein farq hai to itna
aap agar yunhi charaghon ko jalate hue aaen
aana na meri qabr pe hamrah-e-raqiban
samajhne hi nahin deti siyasat hum ko sachchai
pa-e-bosi bhi tumhein yar ki mil jaegi
KHauf-e-dozaKH se kabhi KHwahish-e-jannat se kabhi