din nahin raat nahin subh nahin sham nahin
hamare baad andhera rahega mahfil mein
wo shaKH-e-gul pe rahen ya kisi ki mayyat par
manzil to mere apne iradon ke sath hai
shaiKH ji hargiz na samjhao mujhe malum hai
id ke baad wo milne ke liye aae hain
munh chhupana tha tumhein pahle hi roz
kab tak chhupaoge ruKH-e-zeba naqab mein
kyunkar na lutf baada-kashi ka ho aab mein
ye jaan lo ki hath uThane ki der hai
rone se KHaksar ki sota nahin hai koi
dil TuTne se thoDi si taklif to hui
duri hui to uske qarin aur hum hue
humne barsat ke mausam mein jo chahi tauba
tum lagate chalo ashjar jidhar se guzro