kya roz-e-bad mein sath rahe koi ham-nashin
hina ka rang ye hargiz nahin hai sach bata zalim
bahaar aai diwane ki KHabar lo
humne apne aashiyane ke liye
libas-e-ghair pe ungli uThane se pahle
qudrat KHuda ki dekhiye pistan-e-yar mein
aata hai yahan sab ko bulandi se girana
kamal-e-ashiqi har shaKHs ko hasil nahin hota
baiThe baiThe mujhe aaya hai gunahon ka KHayal
aur chal phir le zara tan tan ke ai banke jawan
maza jab tha ki mere munh se sunte dastan meri
bosa jo talab maine kiya hans ke wo bole
dil jalane mein samajh lo ki zarar kis ka hai
meri namaz-e-janaza paDhi hai ghairon ne
meri betabi ki mushkil aap aasan ho gai