ye husn-e-nau-bahaar ye sawan ki badliyan
gham to ho had se siwa aur ashk-afshani na ho
shahr mein mazdur jaisa dar-ba-dar koi nahin
jo jalata hai kisi ko KHud bhi jalta hai zarur
fanus ban ke jis ki hifazat hawa kare
sote mein wo jo mujhse ham-aghosh ho gae
in ka uThna nahin hai hashr se kam
wo ayaadat ke liye aae hain lo aur sahi
eid ka chand tumne dekh liya
hum kahin jaen bana lenge jagah apne liye
rafiqon se raqib achchhe jo jal kar nam lete hain
uski aadat hai mere baal bigaDe rakhna
jo kiya maine wo sab kuchh tha bura
chaman phunk Dalunga aah o fughan se
meri sharab ki kya qadr tujhko ai waiz