Karachi, Sindh, Pakistan
kuchh to hawa bhi sard thi kuchh tha tera KHayal bhi
ek musht-e-KHak aur wo bhi hawa ki zad mein hai
kuchh to tere mausam hi mujhe ras kam aae
meri chadar to chhini thi sham ki tanhai mein
ek nam kya likha tera sahil ki ret par
tera ghar aur mera jangal bhigta hai sath sath
zindagi meri thi lekin ab to
ruKHsat karne ke aadab nibhane hi the
yun bichhaDna bhi bahut aasan na tha us se magar
dil ajab shahr ki jis par bhi khula dar us ka
hatheliyon ki dua phul ban ke aai ho
wo mere panw ko chhune jhuka tha jis lamhe
jang ka hathiyar tai kuchh aur tha
rafaqaton ka meri usko dhyan kitna tha
gulabi panw mere champai banane ko