Karachi, Sindh, Pakistan
ye kya ki wo jab chahe mujhe chhin le mujhse
pas jab tak wo rahe dard thama rahta hai
kamal-e-zabt ko KHud bhi to aazmaungi
yun dekhna usko ki koi aur na dekhe
ab to is rah se wo shaKHs guzarta bhi nahin
hum to samjhe the ki ek zaKHm hai bhar jaega
main phul chunti rahi aur mujhe KHabar na hui
sirf is takabbur mein usne mujhko jita tha
dene wale ki mashiyyat pe hai sab kuchh mauquf
darwaza jo khola to nazar aae khaDe wo
justuju khoe huon ki umr bhar karte rahe
wo na aaega hamein malum tha is sham bhi
KHud apne se milne ka to yara na tha mujh mein
ek suraj tha ki taron ke gharane se uTha
sham paDte hi kisi shaKHs ki yaad