Amritsar, Punjab, India
dil sa wahshi kabhi qabu mein na aaya yaro
ab jahan main hun wahan mere siwa kuchh bhi nahin
duniya mein andheron ke siwa aur raha kya
hum apne haal par KHud ro diye hain
jo samne tha uske KHad-o-Khaal nahin yaad
na sahi jism magar KHak to uDti phirti
manzil pe ja ke KHak uDane se faeda
jis se do roz bhi khul kar na mulaqat hui
wo KHush-nasib the jinhen apni KHabar na thi
aazad tha mizaj to kyun ghar bana liya
chhoDne main nahin jata use darwaze tak
julte hain ek charag ki lau se kai charag
hum do qadam bhi chal na sake KHak-e-pa hue
tum kahe jate ho aisi fasl-e-gul aai nahin
raushan bhi karoge kabhi tariki-e-shab ko