Amritsar, Punjab, India
is rah se guzre the kabhi ahl-e-nazar bhi
Thahar gai hai tabiat ise rawani de
sehr lagta hai pasine mein nahaya hua jism
tanhai mein aa jati hain huren mere ghar mein
tumhaari aarzu mein maine apni aarzu ki thi
apne liye to KHak ki KHushbu hai zindagi
wo koi aur hai jis ne tujhe chaha hoga
kal thi ye fikr use haal sunaen kaise
kuchh dekhne ki dil mein tamanna nahin baqi
talash karni thi ek roz apni zat mujhe
hamare pesh-e-nazar manzilen kuchh aur bhi thin
ab to saf sunta hun apne dil ki har dhaDkan
umr bhar sunta rahun apni sada ki bazgasht
main gul-e-KHushk hun lamhe mein bikhar sakta hun
koi batao ki kis ke liye talash karen