jaun se raste wo ho nikle udhar pahron talak
ghaur kar dekho to ye ek tar ka bistar hai
diwangi ke silsila ka hoe jo murid
muhib tum but-parasti ko na chhoDo
be-ishq jitni KHalq hai insan ki shakl mein
dair mein kabe mein maiKHane mein aur masjid mein
kafir hun gar main nam bhi kabe ka lun kabhi
dilon ka farsh hai wan panw rakhne ki kahan jagah
shor rakhte hain jahan mein jis qadar sabzan-e-hind
ba-mani kufr se islam kab Khaali hai ai zahid
na tai ek rakat ki manzil hui
kaba jaane ki hawas shaiKH hamein bhi hai wale
suKHan jin ke ki surat jun guhar hai bahr-e-mani mein
kabe mein wahi KHud hai wahi dair mein hai aap
islam mein ye kaisa inkar kufr se hai