nikalun dil se main nale ki kis tarah aawaz
KHat ka ye jawab aaya ki qasid gaya ji se
shaiKH hai tujhko hi inkar sanam mere se
ham-digar momin ko hai har bazm mein takfir-e-jang
phulon ki sej dost ki KHatir muhib bichhao
shaiKH kahte hain mujhe dair na ja kaba chal
dars-e-ilm-e-ishq se waqif nahin mutlaq faqih
is KHanuman-KHarab ko bhi de miyan bata
uske kuche hi mein aa niklun hun jaun jis taraf
hum hawa-e-wasl mein yan tak phire
tere kalam ne kaisa asar kiya waiz
din se paida kufr hai aur nur shakl-e-nar hai
saqi hamein qasam hai teri chashm-e-mast ki
jo apne jite-ji ko kunen mein Duboiye
ba-tasKHir-e-butan tasbih kyun zahid phiraate hain