Tags-Dil

shab us ko hāl-e-dil ne jatāyā kuchh is tarah
haiñ lab to kyā nigah bhī huī tarjumāñ nahīñ
Ghazal
mujh sa bhi koi ishq mein hai bad-guman nahin
jaane hai dil falak kā mirī saḳht-jāniyāñ
un nā-tavāniyoñ ko pahuñchtī tavāñ nahīñ
Ghazal
mujh sa bhi koi ishq mein hai bad-guman nahin
vaah kyā ḳhuub qadr kī dil kī
na sunī tum ne ek bhī dil kī
Ghazal
wah kya KHub qadr ki dil ki
zabt-e-fariyād meñ kaTī shab-e-hijr
shukr hai baat rah ga.ī dil kī
Ghazal
wah kya KHub qadr ki dil ki
mast haiñ nashsha-e-javānī se
kyā ḳhabar aap ko kisī dil kī
Ghazal
wah kya KHub qadr ki dil ki
baḌhtā jaatā hai tūl-e-gesū-e-yār
ghaTtī jaatī hai zindagī dil kī
Ghazal
wah kya KHub qadr ki dil ki
vo zamāna ab aayā hai 'mahshar'
hai har ik bazm meñ hañsī dil kī
Ghazal
wah kya KHub qadr ki dil ki
dariyā kī mauj hī meñ nahīñ iztirāb hai
sañg-e-ravāñ ke dil meñ bhī ik zaḳhm-e-āb hai
Ghazal
dariya ki mauj hi mein nahin iztirab hai
rahe dil pe ai zamāne tirā zor-o-jabr kab tak
kyā faqat tirā ḳhudā thā kyā mirā ḳhudā nahīñ thā
Ghazal
karun tujhse bewafai ye kabhi rawa nahin tha
ye kis kī yaad hai jo mere dil meñ
musalle se bichhātī jā rahī hai
Ghazal
mujhe mujhse milati ja rahi hai
kārvāñ ishq kī manzil ke qarīñ aa pahūñchā
ḳhud mire dil meñ mire dil kā makīñ aa pahūñchā
Ghazal
karwan ishq ki manzil ke qarin aa pahuncha
dil kī bastī pe kisī dard kā saaya bhī nahīñ
aisā vīrānī kā mausam kabhī aayā bhī nahīñ
Ghazal
dil ki basti pe kisi dard ka saya bhi nahin
dil kī dīvāroñ se lipTī hai kisī shaam kī yaad
jaane vaalā to kabhī lauT ke aayā bhī nahīñ
Ghazal
dil ki basti pe kisi dard ka saya bhi nahin
kis shoḳh ko dījiye dil-e-zār
kis meñ sāhab vafā rahī hai
Ghazal
chahat ghamze jata rahi hai
Daa.in hai parī-vashoñ kī furqat
dil khā ke kaleja khā rahī hai
Ghazal
chahat ghamze jata rahi hai
dil meñ jo base hue haiñ gul-rū
surḳhī ā.ankhoñ meñ chhā rahī hai
Ghazal
chahat ghamze jata rahi hai
mire ka.aba-e-dil ke miTne kā ġham hai
jo oḌhe hai ka.aba sabā kaalī kaalī
Ghazal
shab-e-gham mein chhai ghaTa kali kali
buḳhārāt dil-e-āh par chhā ga.e haiñ
ghaTā hai ba-rū-e-havā kaalī kaalī
Ghazal
shab-e-gham mein chhai ghaTa kali kali
na jā.egī dil se kabhī aarzū
ye buniyād hai āh-e-mohkam bahut
Ghazal
chamakne laga hai tera gham bahut
qarār-e-dil fasāna ho gayā hai
tumheñ dekhe zamāna ho gayā hai
Ghazal
qarar-e-dil fasana ho gaya hai

Top Urdushayar.com