Tags-Tauba

tauba ke TūTne kā bhī kuchh kuchh malāl thā
tham tham ke soch soch ke sharmā ke pī gayā
Ghazal
hans hans ke jam jam ko chhalka ke pi gaya
tauba karne kā kahā maiñ ne to saaqī ne kahā
kyā kahā kyā kahā phir kahnā dobāra kahnā
Ghazal
wasl mein pher ke munh hae kisi ka kahna
muft meñ toḌ ke rakh dī mirī tauba tū ne
kaam patthar kā kiyā shīsha-e-sahbā tū ne
Sher
muft mein toD ke rakh di meri tauba tu ne
ab kahāñ 'ehsān' duniyā meñ vafā
tauba kar nādāñ ḳhudā ko yaad kar
Ghazal
ishq ko taqlid se aazad kar
ham tauba kar ke mar ga.e be-maut ai 'ḳhumār'
tauhīn-e-mai-kashī kā mazā ham se pūchhiye
Ghazal
ek pal mein ek sadi ka maza humse puchhiye
tohfa-e-sher-o-suḳhan laa.e haiñ
hadiya-e-tauba-shikan laa.e haiñ
Ghazal
tohfa-e-sher-o-suKHan lae hain
piine se kar chukā thā maiñ tauba magar 'jalīl'
bādal kā rañg dekh ke nīyat badal ga.ī
Sher
pine se kar chuka tha main tauba magar jalil
fāḳhtāoñ kā tamasḳhur tauba
chiyūñTiyoñ ke bhī ajab par nikle
Ghazal
apne andar se jo bahar nikle
husn kī ḳhud-numā.īyāñ tauba
muddatoñ ham bhī ḳhud-pasand rahe
Ghazal
mah-o-parwin tah-e-kamand rahe
us kī badlī huī nazar tauba
yuuñ badaltā hai ruḳh zamāne kā
Ghazal
wada us mah-ru ke aane ka
kisī kā zulf ko lahrā ke chalnā uf tauba
sharāb-e-nāb azal ke nashe meñ mast parī
Ghazal
radif qafiya bandish KHayal lafz-gari
jur.at-e-ishq havas-kār huī jaatī hai
be-piye tauba gunahgār huī jaatī hai
Ghazal
jurat-e-ishq hawas-kar hui jati hai
tauba tauba shaiḳh jī tauba kā phir kis ko ḳhayāl
jab vo ḳhud kah de ki pī thoḌī sī pī mere liye
Sher
tauba tauba shaiKH ji tauba ka phir kis ko KHayal
ḳhauf-e-mahshar se na ghabrāo tum ai bāda-kasho
dar-e-tauba bhī khulā hai dar-e-zindāñ kī tarah
Ghazal
hadse phail gae saya-e-mizhgan ki tarah
un nigāhoñ kī mastiyāñ tauba
mai-kada sharmsār ho jaatā
Ghazal
dil agar daghdar ho jata
tāb-e-nazzāra ilāhī tauba
jalva hairān huā jaatā hai
Ghazal
qasr viran hua jata hai
detī hai mazā mai kā hameñ talḳhī-e-tauba
jab haath meñ paimāna-e-sahbā nahīñ hotā
Ghazal
is ishq-e-junun-KHez mein kya kya nahin hota
kis tarah se aa.ī hai jamāhī tauba
tauba tauba tauba are tabāhī tauba
Rubaai
kis tarah se aai hai jamahi tauba
nahīñ ma.alūm ab kī saal mai-ḳhāne pe kyā guzrā
hamāre tauba kar lene se paimāne pe kyā guzrā
Ghazal
nahin malum ab ki sal mai-KHane pe kya guzra

Top Urdushayar.com