Kanpur, Uttar pradesh, India
aur bhi gahri ho jati hai uski sargoshi
ulaT rahi thin hawaen waraq waraq us ka
koi KHabar hi na thi marg-e-justuju ki mujhe
aage chal ke to kaDe kos hain tanhai ke
main tishna tha mujhe sar-chashma-e-sarab diya
ye kam hai kya ki mere pas baiTha rahta hai
meri jagah koi aaina rakh liya hota
main payambar tera nahin lekin
sher to mujhse teri aankhen kahla leti hain
kuchh dur tak to chamki thi mere lahu ki dhaar
mahakti zulfon se KHoshe gulon ke chhuT gire
chamak raha hai KHema-e-raushan dur sitare sa
suraj ne ek nazar mere zaKHmon pe Dal ke
ab mujhse ye duniya mera sar mang rahi hai
na jaane kya hai ki jab bhi main usko dekhta hun