Kanpur, Uttar pradesh, India
talash ek bahana tha KHak uDane ka
adhuri chhoD ke taswir mar gaya wo zeb
phir ek naqsh ka nairang zeb bikhrega
thak gaya ek kahani sunte sunte main
dil ko sambhaale hansta bolta rahta hun lekin
zeb mujhe Dar lagne laga hai apne KHwabon se
main lakh ise taza rakhun dil ke lahu se
ab tak to kisi ghair ka ehsan nahin mujh par
chheD kar jaise guzar jati hai doshiza hawa
khuli chhaton se chandni raaten katra jaengi
andar andar khokhle ho jate hain ghar
DhunDhti phirti hain jaane meri nazren kis ko
maine dekha tha sahaare ke liye chaaron taraf
kahin pata na laga phir wajud ka mere
baDe azab mein hun mujhko jaan bhi hai aziz