Kanpur, Uttar pradesh, India
uski rahon mein paDa main bhi hun kab se lekin
be-hisi par meri wo KHush tha ki patthar hi to hai
zaKHm hi tera muqaddar hain dil tujhko kaun sambhaalega
jitna dekho use thakti nahin aankhen warna
lahu mein tairta phirta hai mera KHasta badan
ek jhonka hawa ka aaya zeb
ye Dubti hui kya shai hai teri aankhon mein
tufan mein naw aai to kya samt kya nishan
uDa ke KHak bahut maine dekh li ai zeb
dho ke tu mera lahu apne hunar ko na chhupa
shayad ab bhi koi sharar baqi ho zeb
wo mere samne KHanjar-ba-kaf khaDa tha zeb
jagmagata hua KHanjar mere sine mein utar
maine betabana baDh kar dasht mein aawaz di
sang-e-behis se uThi mauj-e-siyah-tab koi